Song
Lyrics
Yaadein teri ziddi badi
Mujhse ye door jati nahi
Kahan tu gayi ye na hai pata
Laut ke tu kyu aati nahi
Jahan bhi hai tu
Khush to ha na
Jahan bhi rahe
Khush hi rehna
Jahan bhi hai tu
Khush to ha na
Jahan bhi rahe
Khush hi rehna
Raatein meri sadiyo si hai
Tere bina guzarti nahi
Hai mujko pata hui hai khata
Bhul ke sab kyu chalti nahi
Jahan bhi hai tu
Khush to ha na
Jahan bhi rahe
Khush hi rehna
Jahan bhi hai tu
Khush to ha na
Jahan bhi rahe
Khush hi rehna
Haan